Originally posted by: anonymouse1
to hame koi kaam nhi hai😔
fir bhi aate hain na time nikal ke🤔
mein to amuman, bina epi dekhe hee aata hun😆
Aree nahi nahi kaam aapko bhi hota hai 😆
Mera matlaab thaa mai jyda busy ho gaye
Priya ka maluum nahi kaal class lete hu uski 😡