Originally posted by: ShreyaThought47
jaisa ki kal Kabir ne bola tha Riddhima help mangne k liye uske paas aayegi....
lagta h Kabir sach pta lagane jayega.....
yaha Vansh or Riddhima phere lelenge....🤣
kya ukhad lega vaise ye sach pata lagake??🤪
pata pada kahi sach me kabbu ko shock na lag jaye🤣