Originally posted by: Neh_anidita
Halluuuuuuuu 🤗 Huam bhi agaye sawaag nai karo ge humaraa 👍🏼
To kyaaa chal raha hai yehaa
Haluuuu Neh 🤗
Isra ki badnami ho rakhi hai🤪
🏏IPL 2026: RR vs GT, Qualifier 2, at New Chandigarh on 29/05/2026🏏
Karan Johar unfollow Srk &family, Vicky, Katrina, Deepika Alia
Aishwarya Rai Bachchan’s body in her 50s debate
Episode dtd 29.5
Aishwarya and Abhishek pictures from a reception
Organic craze has built up for Cocktail 2
Anupamaa 29 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Ranveer Singh at UEFA (PSG vs Arsenal match)
Originally posted by: Neh_anidita
Halluuuuuuuu 🤗 Huam bhi agaye sawaag nai karo ge humaraa 👍🏼
To kyaaa chal raha hai yehaa
Haluuuu Neh 🤗
Isra ki badnami ho rakhi hai🤪
meri mummy bohot accha banati hai😳But banati hi nahi hai😭Haa banati hoon😳
Originally posted by: Neh_anidita
Ataaaa hi hogaa , london main Bihari ya koyali nai the , to khudh hi bana leta hogaa 😛
Ha yar ye toh socha nai Ani ko khaana banana aata hai ki nai?
Originally posted by: ..RiMi..
Ha yar ye toh socha nai Ani ko khaana banana aata hai ki nai?
Khaane ka nahi pata...kadha bana na toh ata hai🤣
Originally posted by: Siddiquie
humko roti banani aati hai😎
Vo bohot important hai isra 🤪
kyun uske haath ki lauki ki sabzi khaani hai🤣voh Bon ke liye banayega😳Originally posted by: ..RiMi..
Ha yar ye toh socha nai Ani ko khaana banana aata hai ki nai?
Originally posted by: Siddiquie
yeh accha hai😎but poora khaana unse hi matt banvaana🤣
Koi mujhe force karta hai toh mai use ghatiya khaana bana ke khaane pe majboor kar deti hu 😎 Fir vo khud hi bol deta h rehne de 👍🏼
Originally posted by: Siddiquie
Akshu ne bola🥺
Akshu dil matt todo isra ka 🤪
Usko abhi bohot training milna baaki h college me 🤣
tum toh danger ho🤣🤣Originally posted by: ..RiMi..
Koi mujhe force karta hai toh mai use ghatiya khaana bana ke khaane pe majboor kar deti hu 😎 Fir vo khud hi bol deta h rehne de 👍🏼
Khaane ka nahi pata...kadha bana na toh ata hai🤣
🤪 Aur ullu banaana toh nahi aata hai bilkul bhi 🤪👍🏼