Precap
Ani is acting as judge & bon topi pehenke barrister bani hai shayadđ€Ș
Ani says ARC ke adalat ka faisa la ki BRC pe lage saare ilzaam jhoote saabit hote hai aur woh nirdosh haiđ
Bon says like she ended ani ka gussa with her ,woh kaka ki bhi suleh karvaygi..
Maami tells samooo chaabi mang lo tijori kiđ€Ș
Mind mein bolti hai ki tera raaj hoga haveli par & bon ghar se bahar hogiđ
Wahh! Rudi me sulah ho gayi! Badhia hai...
Kya kya karna padta hai yar choti si Bon kođ
Maaami! đ Gaddha khodo... Giroge khud hi.
Maami jis tarah hate and conspiracy wale aag mein jal rahi hai, sare AT wasion, usme thoda hawan samagri dalke bolo SWAHA...đđŒ



