Originally posted by: ..RiMi..
aap urdu aur hindi ka sangam hi karke bole.. kal tak aap hindi aur hum urdu seekh jayenge...šš¼
yahi toh hai iss pavitra dhaage ki khaasiyat! ā¤ļø
Haa.. yeh ek nayi duniya haiš
Yaha alag alag pranto se log aate hai , naye naye prakar ke vichaar lekešš¼
Sabko iss duniya ko dekhne ka hak milna hi chaiye !! Warna unke saath anyay hoga!!
Aur ARC ko anyay bardasht nahiš