Originally posted by: Aaliya_Fizz
@Bold Pagal Khandaan Hai Saaraπ€£
Inko kya laga Imlie ki Maa Ko khawaab aaya ki yeh log shaadi karwayenge iski toh lage haath jewellery aur shaadi ka Joda dedu apni beti koπYeh Log Humey Pagal Kardenge Ek Din πGul Kaha Sey Utaa Laayi Yeh Tripathi's Koπ€£ No Villain Ka Matlab No Brains Hai Kya π€£
Aur jiss tarha aj dono mirror mein ek sath silhouette ko dekh rahe the , mujhe laga ye Andhe Tripathis kya ye bhi nehi dikha π€£ π€£
Bad mein Adilie ko jab raat ko ek bedroom mein dekhenge to ..
Adilie : Oh no ! We're caught red handed. π²
Aparna : Imlie tumne ye bahut achha kiya ki Aditya ko apne kamre mein bula liya ta ki wo tumhe padai mein madat kar de π
Bade kaka : Achha laga dekh kar ki tum Imlie ki padai mein help karne lage ho. Sabas beta ! Proud of you.
Adi's father : padega India, tabhi to badega India.
Rupali : Beti bachao, Beti padao
Adi's brother: boond boond se hi sagar banta hai
Adi's SIL : Imlie to bahut tej dimaag wali hai , apki madat se iss bar top karegi
Bade kaki : Humari ghar ki beti topper * thrilled *
Bachha party : pad books kaha hai ?? Padai karne ke liye books ki jarurat nehi hoti kya ?? Chachu k shirt ke buttons khule keu hai? Imlie didi darri huyi keu hai ??
Tripathis : Bachhe kitne nadaan aur befizul ke baatein karte hai !
Kaha the hum ?? Education movement! π
Adilie : π³
Edited by MusicMuse - 5 years ago