interns aap sanjeevani kaam karne jathe hai aaram se sone nahi.😆
"dr.riddhima ye kya ho raha hai"
"Champ!! jaago nahi to gabber aa jayegi"
Armaan...tum bhi
love guru in "dyan mudra"
"sabhi kaam karo aaram nahi"
are yaar !! ye ho kya raha hai.dekho to....
"dr.atul aap sanjeevani kaam karne aate hai pyar karne nahi"
dr.armaan aap bhi sanjeevani kaam karne aate hai per pakadne nahi"
"dr.rahool aap bhi sanjeevani duty karne jathe hai,topi pahan kar ghumne nahi"

HADD!!! ho gayi hai yaar.......😆