Originally posted by: ..RiMi..
Yaar munnu 𤣠mai jo cheez soch ke bhi words me properly likh nai paati vo tu likh deti hai yaar 𤣠usko khaasta hua dekh ke toh aisa laga ki screen se nikal ke vo dhuaan bahar mere tak pohoch gaya ho š¤£š¤Ŗ I am telling you, mini ne water color milaaya hai aur paani high temp pe ubaal diya hai bas! 𤪠usko pata tha Ani toh itne me hi nipat jayega š¤£
Tune dekhi kaise rumaal nikaala apne pocket se? 𤪠ekdum tashan me Rajni Sir isshhtyle me š Aisa laga rumaal laga ke bole yanna rascala mind it š
Aur unta hi nahi.. usne tank me paani dekh ke pehle dialogue bhi chipkaya.. ki Dugga maa meri madat karengiš... arre koi sunn bhi nahi raha tha kisko bole jaa rha tha 𤪠jaake patni ko bachao na!
Mini ne bola ki Bon ko aisi jagah chhupaya hai jaha kabhi dhoondh nai payega? mujhe toh vo udhar hi dikhi
@Bold - KYAAAA!!!! humko dekhna pdega achhe se jaate hain! š