Agar AT hain hi nehi toh AT pe baat karne ki baat kyun aayi 🤪
Tune hi kaha tha ussdin 🤪maine dekha tha 😆
I thought hain....
Tab toh yaha hi baat karenge 😎
Bhai anirudh humara hero hain.... Usne kya kuch nehi kiya aajj tak... Saare itv heroine ne jitnaa agni paariksha na diya ho usse jyada diya hain humare ladke ne...🤣
Woh show ka main pillar hai... Bon se bhi jyada as bon is a bachhi.... For me the show is anirudh and bondita.... I watch only for them so episode main agar 100log bhi ho main dekhti unko hu. And so i will talk about them only na... Because baaki logon ka mujhe koi farak nehi padhta🤣
So episode discussion thread pe I will talk about what i saw in the epi😊
Anirudh bondita ❤️
Kabhi kabar side characters 😳bhi
Jaha baat krni kro kyuki ye edt sabka h jitna ani-bon ka h utna hi bidu-kaka ka b h aur baki sab side charcaters ka b...jitna mera h utna hi tumahra b h aur sbka h. Vo toh mai die hard ARCians ke liye boli thi ki agr vo sb chahte h toh milke khol lete h kyuki sara din epi discuss nhi ho skta.