Or nahi toh kya..soch kitni mast love story hogi inki..Taklu ka Takla Chand or Chandrakala ka Amavas ka chehra..hit Jodi hogi Boss🤣
🏏Th.2 ~ ICC Men's T20 World Cup 2026: Final IND vs NZ🏏
DADI IS SICK 8.3
Anupamaa 08 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
JILLAT KI LADDU 9.3
Alia Bhat Reaction To Dhurandhar 2 Trailer
Film critic Komal Natha s son s wedding.
Dhakke Maarke Nikaalna Part 2
Lusty Abheera for y’all
CNN Showsha awards- Madhuri Aneet Ahaan Ananya Ishaan Sanya
/India won WC FINAL 3rd times / Bumrah 4/15* MOTM (S.Samson POTS)
Or nahi toh kya..soch kitni mast love story hogi inki..Taklu ka Takla Chand or Chandrakala ka Amavas ka chehra..hit Jodi hogi Boss🤣
Originally posted by: AnnieSKaur
Or nahi toh kya..soch kitni mast love story hogi inki..Taklu ka Takla Chand or Chandrakala ka Amavas ka chehra..hit Jodi hogi Boss🤣
My god! Tum logo ki imagination 🤣
Originally posted by: AnnieSKaur
Dwip...maine or sohini ne already Chandrakala ki jodi bana di hai with Shukla = ShukChand😎
Aila...ye kab hua🤣
Arre, yaad aaya, hua tha, "Aiyaya, karu me kya Chandu Chandu" gaya bhi tha maine🤣
Originally posted by: libran90
Aila...ye kab hua🤣
Tujhe kya ho gaya hai Sohini, tu kyu Bani ki tarah behave kar rahe hai Suddenly,apna discussion bhul gayiiii
Originally posted by: libran90
Arre, yaad aaya, hua tha, "Aiyaya, karu me kya Chandu Chandu" gaya bhi tha maine🤣
Arree Dwip, Dekh Sohini ki Yadasht wapis aa gayi🤣
Arre yaad aaya, Shukla ka taklu-chaand, Chandrakala amaavas ka chaand, yaad aaya re mereko😆
Yehi hota hai jab aap poora din Andhi Naagin aur Bhalu Singhania karte rehte ho..
Kabhi Yeh Bani ki tarah Andhi ho jaati hai toh kabhi Ballu ki tarah Bhoolaaaaaaa!! 🤣
Originally posted by: Dwipanita
Yehi hota hai jab aap poora din Andhi Naagin aur Bhalu Singhania karte rehte ho..
Kabhi Yeh Bani ki tarah Andhi ho jaati hai toh kabhi Ballu ki tarah Bhoolaaaaaaa!! 🤣
Arre chodo, kaun itna yaad rakhta hai be. Itni bhi pagal nahi hu main Naagin ke liye, ki sab kuch baareeki se dekhu aur yaad rakhu. Jitna hai utne me kaam chalati hu😆