abb toh main sawal puchu toh bhi galti nikal te ho tum log 😒
jao katti hu main tum sabse
jisne kaha, mishraji padhai main bhi achha hain, usse toh kuch nehi kaha kisine
ye bhed bhao kyun 😭
mere saath anyaay kyun kiya jaa raha hain 😒
Are arre meri pyari Munnu.. Gussa nehi karte bacchii🤪
Koi anyay nehi hua hai..dekho sab log tumse kitna pyar karte hain🤪🤣
