Originally posted by: merryyura
And agar bachi ne hi Vihaan ko vansh bana ke mansion mei entry karayi hai tab toh aur bhi zyada mazaa aayega yeh irritate face dekhne ka 🤣
Kaha na, apni hadd mei raho.. 😎
Ek or baat boli tumne to vase marugi🤣
Or flirt karna bandh karo 🤣