Khamosh raat ke Pehalu Mein sitare nahi hote,
In rukhi Aankho main Rangin nazare na Hote...
Ham bhi na Karte parwah Aap Ki
Agar Aap Itne Pyare Na Hote..
Jazbaat bahut Gahre the magar..
Aankho se bayaan Hum kar na sake..
Woh baat Zubaan tak aayi Magar..
Lafzoon mein bayaan Hum kar na sake.....
With love n love only ...vinu's