Studyroom
Bon comes with her new bag
Ani is busy with books.
She coughs
Ani: arre tum aa gayi ho toh padhai shuru kare bondita?
Bon: padhai dikhane hi toh ayi hu
Ani; padhai dikhai nahi ki jati hai
Bon: par mujhe dikhana hai
Ani: kaise?
she shows her basta, pencil box and cover chadhaye hue copies (aww my baby) Ani is impressed
bon: ab shuru karte hai, par shuru karne se pehle kuch kehna hai toh keh dijiya
ani: nahi, nahi kehna kuch
bon: kuch nahi?
ani: nahi bondita. par mene dekha hai tumne acche se cover chadhaye!
bon:sirf kitaabein? aur yeh basta... blah blah blah
Ani: mene sab dekh liya, par sirf yeh sab krne se padhai ho jayegi kya?
Bon: fir kaise hogi?
Ani: padhai hoti hai man lagake padhai karne se, dikhawa krke nahi (bruh stop) chalo hum dil lagake padhai kareneg
asks her to stay varnmala
she says