Pata nai Rubina exactly konse woman power ki baat kar rahi thi but agar her words “ sacchai ki Jeet hui, woman power” word was for Hina+Gauhar vs Shukla then also what is wrong in that??
Rubina ne koi gaali thodi na diya tha!!!!😆
2 ladies ka decision Shukla par bhari pada yeh soch kar muje to bada maza aa gaya😆
Acha laga yeh dekh kar ki Hina and Gauhar ne Shukla ki choice ke against strongly apne decision ka stand liya.
Isme Shukla itna trigger ho gaya jaise uska badawala male ego hurt Ho gaya.
Haha woman power to tha Jasmin vs Tamboli mai, dono ne task puri takat laga kar khela and final decision 2 women ne liya against sandh Shukla ⭐️