Originally posted by: Manisha_IF
sargun ne bahot impress kiya mujhe...
Mujhe abruti fans pe bahot gussa aata hai wo har bar sargun ko bash karte hai
Abhi toh fir bhi thik hai
Jab serial start hua tha tab jo bash kiya sargun ko
Hey raam🤦
I was like yrr uss bandi ki kya galti hai
Itni negativity falayi thi tab In fans ne😒