|Serial Writing|:💖 QUEST OF LOVE💖 [CONTEST NOTE on Pg. 52] - Page 29

Created

Last reply

Replies

418

Views

9.4k

Users

12

Likes

635

Frequent Posters

Home786 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 5 years ago

Originally posted by: RoyalDreams97

Bahu

Achi baatein karle thi hai Tu.

Lekin samajh yeh baaton ko nahi maanta.

Tujhe kiski cheez ki parwa nahi hai.

Lekin mujhe toh hai.

Singhania khandaan ki ek alag izzat hai samajh main.

Bas usse mat kharab kar

Tere yeh satyavati bashan se.

Samajh gali dega tumko.

Aur iss mein mere Abir ko bhi shaamil karenge.

Jisse tum choti baat keh rahi hoon na

Usse samajh ek naya roop dega.

Iss Kalank bare gali mere Abir ko shaamil mat kar.

Maa bann ke rehna chahti haina to rehte

Lekin samaaj ke liye aur duniya ke liye

Tu usski chaachi hai

Bas baat khatam.

Ab aansu poch ke

Jaldi se bahar aaja

Kisiko ko ungli uthane ka mauka

Nahi dungi main.

Chal.

Thik kar apna huliya aur bahar aaja.

I literally shunned and shattered listening Bua's words. I shedded drops of tears and just crouched on the bed demolding and composing myself. " Aditi ke kiye Kuch bhi sehne ko tayaar hoon main. Kuch bhi"....!!!
Home786 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 5 years ago

Originally posted by: Home786

I literally shunned and shattered listening Bua's words. I shedded drops of tears and just crouched on the bed demolding and composing myself. " Aditi ke kiye Kuch bhi sehne ko tayaar hoon main. Kuch bhi"....!!!

Me as ANMOL :


I see Bua coming out of the room with an extreme anger. Obviously I could smell her taunts which she might have thrown on Pooja. I went in the room where I see Pooja is sitting on the bed shedding her tears for Aditi. This girl is too good for her own. I felt really bad for her. I went towards her and sat down the bed softly facing her. Placing my one hand on the Bed's corner and one hand stretch to catch her drop of tears. Suddenly she looked towards me in amuse and tried to hide her tears...


" Kya hua? Mujhe yahan expect nahi kar rahi thi na Tum?... I asked her with a small piece of smile.


"Aansu chupa rahi ho mujhse? Yeh jaante hue bhi ke mujhse nahi Chupenge? Pooja tumhare aansu mujhse nahi Chupenge yaar. Isiliye mujhse chala ki mat karo. Chalo batao kya hua? ... I laughed a bit and continued " Main bhi kisse puch raha hoon? Pooja se? Jo Kisi ko apna dard aur takleef nahi dikhati. Lekin shayad woh yeh nahi Jaanti keh Anmol ek Waqeel hai sab kuch pehchan jaata hai. Toh tumhare dard ko nahi padh paunga kya? Hmm? Batao?.... I asked her with a witty side smile.


" Bua ke bato ka bura laga? Lekin unneh toh aadat hai bina daante woh nahi reh sakti. Aadat se majboor.... I smiled. " Pooja tum Aditi ke baare mein mat socho. Uss ke liye Bhai, Tum nahi Hum haina? Hum uss par koi kalank nahi lagne denge. Aur main tumpe kabhi bhi Koi ungli utne nahi dunga. Mere hote hue tumpe koi taane toh bahut durr ki baat, nazar bhi uthane nahi dunga. Meri izzat ab tumhari izzat se judi hui hai. Main hamesha tumhare saath khade rahunga akele mein , bheed mein, raat ho yaa sawera, dukh ho ya sukh ye Anmol tumhare saath khade rahega saaye ki tarah"... I promise her with a stern notions.


" Ek aur baat woh Bhai ne jo gift... I stopped seeing her awkwardness in her face...


" Pooja.... Listen to me. Tumhe awkward aur unease hone ki koi zarurat nahi hai. Aisa kuchh nahi hoga. Maine tumhein pehle hi keh diya tha na ke I won't force this relationship on you, ah? Toh tum aise kyun behave kar rahi ho jaise ke maine Bhai ki baat maanliya ho? Dekho Pooja tumhare dil mein mere liye izzat hai aur mere dil mein tumhare liye pyaar hai jo ek maryaada ke roop mein ghar chuka hai jisse main hamesha bana ke rakhna chahta hoon. Tumhare liye mere bina jeena mushkil haina aur mere liye tumhaare bina saans lena bhi mushkil hai. Ek anokha pyaar hai mera jisse ki kahani kabhi itihaas ban jayegi... So, Jab tak tum nahi chahogi I won't even touch you without your permission and that's my soul promise to you. I hope ke tumhe mujhpe itna bharosa to hoga, nahi? Isiliye tum befikr reh sakti ho. Tum Kaise bhool gayi ke hum dost hai aur hamesha rahenge? So relax yaar Pooja. Waise joh bangles Maine tumhe diye woh Maa ke hain jo unnoh ne mere aur Bhai ke liye chodh rakhe thei. Maine khud se nahi kari de yaar. Mujhe misunderstand mat kar lena tum iss cheez ko leke".... I smiled and vented out my feelings to her.


"Lekin mujhe bhi tumse kuch chahiye, mana mat karna. Ek bar sirf ek bar main tumhare muh se " Anmol " sunna chahta hoon. Woh kya bulati thi tum mujhe haan " suniye" , " Ji" aur kya kya prefix se bulati thi tum mujhe woh sab nahi chalega. Bas ek bar bula do na yaar Pooja, please ? ".... I requested her with a sweet and witty smile.

Edited by Home786 - 5 years ago
Home786 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 5 years ago

Originally posted by: Home786

Me as ANMOL :


I see Bua coming out of the room with an extreme anger. Obviously I could smell her taunts which she might have thrown on Pooja. I went in the room where I see Pooja is sitting on the bed shedding her tears for Aditi. This girl is too good for her own. I felt really bad for her. I went towards her and sat down the bed softly facing her. Placing my one hand on the Bed's corner and one hand stretch to catch her drop of tears. Suddenly she looked towards me in amuse and tried her tears...


" Kya hua? Mujhe yahan expect nahi kar rahi thi na Tum?... I asked her with a small piece of smile.


"Aansu chupa rahi ho mujhse? Yeh jaante hue bhi ke mujhse nahi Chupenge? Pooja tumhare aansu mujhse nahi Chupenge yaar. Isiliye mujhse chala ki mat karo. Chalo batao kya hua? ... I laughed a bit and continued " Main bhi kisse puch raha hoon? Pooja se? Jo Kisi ko apna dard aur takleef nahi dikhati. Lekin shayad woh yeh nahi Jaanti keh Anmol ek Waqeel hai sab kuch pehchan jaata hai. Toh tumhare dard ko nahi padh paunga kya? Hmm? Batao?.... I asked her with a witty side smile.


" Bua ke bato ka bura laga? Lekin unneh toh aadat hai bina daante woh nahi reh sakti. Aadat se majboor.... I smiled. " Pooja tum Aditi ke baare mein mat socho. Uss ke liye Bhai, Tum nahi Hum haina? Hum uss par koi kalank nahi lagne denge. Aur main tumpe kabhi bhi Koi ungli utne nahi dunga. Mere hote hue tumpe koi taane toh bahut durr ki baat, nazar bhi uthane nahi dunga. Meri izzat ab tumhari izzat se judi hui hai. Main hamesha tumhare saath khade rahunga akele mein , bheed mein, raat ho yaa sawera, dukh ho ya sukh ye Anmol tumhare saath khade rahega saaye ki tarah"... I promise her with a stern notions.


" Ek aur baat woh Bhai ne jo gift... I stopped seeing her awkwardness in her face...


" Pooja.... Listen to me. Tumhe awkward aur unease hone ki koi zarurat nahi hai. Aisa kuchh nahi hoga. Maine tumhein pehle hi keh diya tha na ke I won't force this relationship on you, ah? Toh tum aise kyun behave kar rahi ho jaise ke maine Bhai ki baat maanliya ho? Dekho Pooja tumhare dil mein mere liye izzat hai aur mere dil mein tumhare liye pyaar hai jo ek maryaada ke roop mein ghar chuka hai jisse main hamesha bana ke rakhna chahta hoon. Tumhare liye mere bina jeena mushkil haina aur mere liye tumhaare bina saans lena mushkil hai. Ek anokha pyaar hai mera jisse ki kahani kabhi itihaas ban jayegi... So, Jab tak tum nahi chahogi I won't even touch you without your permission and that's my soul promise to you. I hope ke tumhe mujhpe itna bharoy to hoga nahi? Isiliye tum befikr reh sakti ho. Tum Kaise bhool gayi ke hum dost hai aur hamesha rahenge? So relax yaar Pooja. Waise joh bangles Maine tumhe diye woh Maa ke hain jo unnoh ne mere aur Bhai ke liye chodh rakhe thei. Maine khud se nahi kari de yaar. Mujhe misunderstand mat kar lena tum iss cheez ko leke".... I smiled and vented out my feelings to her.


"Lekin mujhe bhi tumse kuch chahiye tumse mana mat karna. Ek bar sirf ek bar main tumhare muh se " Anmol " sunna chahta hoon. Woh kya bulati thi tum mujhe haan " suniye" , " Ji" aur kya kya prefix se bulati thi tum mujhe woh sab nahi chalega. Bas ek bar bula do na yaar Pooja, please ? ".... I requested her with a sweet and witty smile.

I am Amusedly staring at him with hope of assurance, aspirations and happiness.

" Pata nahi kyun bhagwaan mujhpe itna aabhari hai ke mujhe aapse mila diya. Shayad itne dard isiliye diye ke mujhe dher saari khushiyaan dena ka irada tha uska " Aap" ke roop mein. Mujhe aap par pura bharosa tha, Hai aur meri aakhri saans tak rahega. Shaayad kudh se zyada. Hum sab ke hote hue Aditi pe koi ungli nahi uthaega. Aisa hone hi nahi denge hum.

Haan hum dost hai aur hamesha rahenge. Main bhi aapse vadaa karti hoon ke hamaare iss rishte ki maaryada aur vishwas par aanch bhi nahi lagne dungi mein. Zindagi bhar aapke saath khadi rahungi aapki har sukh dukh mein saaye ki tarah. Aur " Suniye" bhi nahi kahoongi... Anmol Ji..!! I spelled out his name for the very first time as per his wish deemed with happiness and shyd smile.

Edited by Home786 - 5 years ago
Home786 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 5 years ago

Originally posted by: Home786

I am Amusedly staring at him with hope of assurance, aspirations and happiness.

" Pata nahi kyun bhagwaan mujhpe itna aabhari hai ke mujhe aapse mila diya. Shayad itne dard isiliye diye ke mujhe dher saari khushiyaan dena ka irada tha uska " Aap" ke roop mein. Mujhe aap par pura bharosa tha, Hai aur meri aakhri saans tak rahega. Shaayad kudh se zyada. Hum sab ke hote hue Aditi pe koi ungli nahi uthaega. Aisa hone hi nahi denge hum. Haan hum dost hai aur hamesha rahenge. Main bhi aapse vadaa karti hoon ke hamaare iss rishte ki maaryada aur vishwas par aanch bhi nahi lagne dungi mein. Zindagi bhar aapke saath khadi rahungi aapki har sukh dukh mein saaye ki tarah. Aur " Suniye" bhi nahi kahoongi... Anmol Ji..!! I spelled out his name for the very first time as per his wish deemed with happiness and shyd smile.

Me as ANMOL :


I couldn't believe my ears and got in a fix for a moment. I smiled with notorious and witty art.

" Thank you. Thank you so much Madam". It's best gift and highlight of today's occasion. I swear I am not this much anxious and impatient to listen my own name ever as now... I emoted.


" Ab chalo yahan se warna phir Bua aa jayegi aur dono ko keech ke le jayegi. I softly hold her hand firmly and taking her to outside with savage of showing that nobody can even stare or pinpoint her. "....

She followed my footsteps without uttering a word with full of confidence and admiration.


(" Sang Sang Rahenge Janam Janam") Plays in background....!!!

RoyalDreams97 thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: AnonymouslyS


“Bua, Aditi ko please yahan le jayi he. Bas 10 minute ke liye”


I kneeled down to Aditi’s level. “Aapni papa ki baat manogi na. Chalo Bua ke saath.”


After Bua and Aditi had left, I started my speech.


“ Yaha aanewale saab logo ko bata hoga ki mere pehle biwi ki maut hogayi. Aditi ke saar se ma ka saaya hat gaya aur... baab ka bhi. Tab, uske zindagi main Pooja aayi, usne Aditi ka apne bacche jaisa khayal rakhne lagi. Aur Aditi ko unse lagav hogaya. Ma kehne lagi usse kyunki unhone unhe Ma ka mamta diya.


Thank you, Pooja, meri beti ko itna pyaar dene ke liye jo shayad uski khud ki ma usse kabhi na de sakti thi. Thank you.”


I went in front of Anmol and Pooja with a mischievous smile.


“Aapko thanks bolne ke liye, maine ek tofa tayaar kiya. “ I get the envelope from my pocket.


“Yeh honeymoon tickets, aap dono ke liye, taki aap dono ka bhi meri Aditi ke tarah, Chotte sa baccha ya bacche hon. Zyada dair mat kijiyega. Meri beti ko khelne keliye ek dost chahiye.”

Areyy mere besharmo.

Ae Abir.

Idhar aa re.

Kya besharmi hai re yeh?

Bahu kya soche gi re.

Besharmi ki hadd par kar di aaj kal ke nawjawano ne.

Ram Ram Ram!!

Aise koi sabke samne bolte hai kya?

Ek number ke nadaan namoone lapte hai re mere sar pe.

Kis kis ko samjho re.

Nalayak.

Bahu kaise muh dikhayega re.

Sharam karo. Kuch toh sharam karo re baba.

Bhagwaan mujhe aise Kalmuhon se bache re.

Sab namoone hai aaj kal ke ladka ladkiyaan.

Haye Ram Ram.

RoyalDreams97 thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: rmahi25

ohhoo didi kitna ghisogiii ab...chalooo dj babu ganaa bajaooo faadu fadu....Chakde phatte naaccho saareee💃💃💃💃💃

Veenu jaa rahi hoon

Naach ne main.

Ab dekhte mera kamaal.

Yeh buddhi ghodi laal lagaam kya karti.

Tu rukh main gulabi jaadu chala ke aati.

RoyalDreams97 thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: Prit_007

"Oh 😆😆Koi baat nhi Abir ji sadiyon me thoda bahut masti majak to hota hi hain. Aur apko kya lagta hai mai nahi kehti to Buaji aur unki 2 photocopies unki behene perform nhi karti kya 😆"

Arrey Anamika beta

Baja ghana baja.

Aag lagane aa rahi hai gulabo.

Apsara gulabo.

Ab dekh kaise chalta hai mera jaadu.

RoyalDreams97 thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 5 years ago

The stage is set.

I entered the stage with swag.

Re bajao re ghana

(Jab ghana bajega toh pappu nachega)

I jumped on stage abruptly

Following the steps of songs.


I unbunn by hair.

I wore a chashma and began to dance

(Mera kala chashma)

with kiddo steps.

And then threw the chashma on George

Le re gore pakadh le.

Tu bhi kya yaad rakhega.

Jab Tom Moody ya Bill Gates se milega toh de dena.

Gore launde kahin ke.

Pagal.

(Laughs)


Then I jumped down the stage abruptly

And went back jumping to stage with dupatta.

(Teri chunariya songs plays)

Yeh mera dupatta

Amitabhu ka tohfa tha.

Meri chunari haaye.

Yeh chunari de ke dil le gaya mera.

I am dancing like a mad drunker.


As the music stops in embarrassment.

I jumped down the stage.

I tap on the DG head.

Kyun re ghane band kardiya.

Kya naach dikha rahi thi main?

Kyun ghaayal hogaya kya mujhpe.

Pyar aagya hai mujhpe.

Chal re namoone

Dhore mat dal mujhpe.

Langoor kahin ke.


I went and sat down beside Paro and Veenu.

RoyalDreams97 thumbnail
4th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 5 years ago

Originally posted by: Rudhitafan

I stopped in between

Ab kya huwa...I was getting in mood 😎but got interrupted🤔...

Paro

Bol kaisa tha mera naach

Shoooper na?

I am breathing hard after powerful performance.

Home786 thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail + 3
Posted: 5 years ago

Originally posted by: RoyalDreams97

The stage is set.

I entered the stage with swag.

Re bajao re ghana

(Jab ghana bajega toh pappu nachega)

I jumped on stage abruptly

Following the steps of songs.


I unbunn by hair.

I wore a chashma and began to dance

(Mera kala chashma)

with kiddo steps.

And then threw the chashma on George

Le re gore pakadh le.

Tu bhi kya yaad rakhega.

Jab Tom Moody ya Bill Gates se milega toh de dena.

Gore launde kahin ke.

Pagal.

(Laughs)


Then I jumped down the stage abruptly

And went back jumping to stage with dupatta.

(Teri chunariya songs plays)

Yeh mera dupatta

Amitabhu ka tohfa tha.

Meri chunari haaye.

Yeh chunari de ke dil le gaya mera.

I am dancing like a mad drunker.


As the music stops in embarrassment.

I jumped down the stage.

I tap on the DG head.

Kyun re ghane band kardiya.

Kya naach dikha rahi thi main?

Kyun ghaayal hogaya kya mujhpe.

Pyar aagya hai mujhpe.

Chal re namoone

Dhore mat dal mujhpe.

Langoor kahin ke.


I went and sat down beside Paro and Veenu.

I am literally shell shocked to see Bua's masti barah performance. I couldn't control my laugh.

" Bua Ji maan se bacchi hi hai Abhi. Dhanti thi zarur hai Lekin haqq se aur parwa se "... I smiled inwardly gazing at her.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".