" Aapko ek baat ek baar main samajh nahi aati, ah? Kyun nahi samajh rahe hai ke main aapse koi baat nahi karni hai. Itni si baat apko samajh nahi aati. Lekin aap chahte hai main aapki baat sunno. Waah aache usool hai aapke. Main aapko ek min aur jhel nahi sakti. Bahut izzat karti thi main aapki. Lekin aapki yeh neech harkaton se sab kuch badal gaya Abir ji"....
“Aap mujhe ek baat bataye Pooja. Maine aisa kya kiya hain ki main itna gir gaya apke nazaron mein. Maine toh bas aapse pyaar kiya hai, Maine kabhi aapko pani ke koshish ki hai kya? Nahin. Maine kabhi aapke saath galat harkat kiya hain kya? Nahin. Phir kyun itna nafrat mereliye. Pyaar karna paap hai kya? Ha mana ki maine aapko hug kiya lekin woh maine kisi galat iradey se nahin kya hai Pooja.”