Originally posted by: Gaurirane366
🤣
Vansh faint scene mein imagine kar rahe hua....
Ya phir bole naah mujhe tumare baato par barosha nahi hai
R.. 🙄 tum maana hai toh maano nahi maana hai toh maant maano. Mein bolene ka kaam kiya..... Mujhe bohot kaam hai meri aate hua
V Ridhimaa humare baat puree nahi hua hai.. Tum aise nahi ja sakate conversation chod kar
Vansh aishe bola kar kitchen mein aata hai
Dadi.. Kya hua konsi baat ke baare mein bol rahe ho
R..pata nahi dadi, vansh batao konsi baat
V.. Dadi woh... Awkward (ridz peeche se haas rahe hai)
Awesome....😆😆👍🏼

