Originally posted by: Veni-Vidi-Vici
Lucknow mein badh gayi hai thand
Ashu ki zindagi ho gayi hai jhand
Maike se sasural wapas aane ko Nidhi nahi hai razamand
Hospital Aa gayi Nidhi pehen ke kamar bandh
Dubey ko nahi pata tha ki Ashu hai Nidhi ka husband
Parayi aurat ko ghoorega Ashu toh main kar doonga tujhko suspend
Main sab jaan gaya hoon tumhare bare me Ashu, mere samne math karo pretend
Kamsin ladkiyon ko phasana tum buddho mein bann gaya hai trend
Taad rahe the tum usko hi jab kar rahi thi woh corridor mein bend
Biwi hai woh meri Sir, mere paiso ko hi woh karti hai spend
Ussi ke vajeh se mere credit card ka bill aaya three lakh fifty thousand
Jhoot bol raha hai tu Ashu.. Aaja morgue me main karta hoon tumhe nazarbandh
Iss shayari ka itni jaldi math karo the end
Kuch lines tum bhi likh do Sanam, tum bhi ho legend
🤣
Arrey ab Kahan reh Gaye legend
Pehle hum aate they class mein first baaki sab second
Jabse Hui shadi ho gaya padhai ka somewhat the end
Ab toh padhai sirf karna padti hai pretend
Pocket money hoti hai bahut jaldi decend
Hum toh likhenge shayari till eternity and it's end
Vidhisha u r my friend as well as shayari's living legend 🤣