Originally posted by: Moodie-Munchkin
Dono bhaagon ko padhkar kaafi anand aaya.
Antatah, sab kuch shantipurvak samapat hua.
kaafi rochak khahani thi, aage bhi aise hi kathaaon ki rachna karte rahiye. ❤🌸
Pm's ke liye dhanyawad.
Aapka Atikshya dhanyavaad Shanu ji 🙂
Haan anth main sub shantipurn roop se sampann hua
Aapko katha rochak lagi to humara shram saarthak ho gaya 🙏🙏
Praytn karenge ki aisa punah hoo
Tippani ke liye dhanyavaad 🙂
53