Mohabbat insan ki jarurat hai,
dil par mohabbat ki hakaumat hai,
aapke pyar ki wajha se jinda hai,
warna khuda ko hamari jarurat hai. ...
Mohabat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi,
zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi,
agar woh ruth gaye mujhse koi meri hi khata hogi...
author: unknown bt byheart😊