Originally posted by: dusk2dawn
iss dushta vikram ko dand avashya milna chaahiye...
jo humaare mayra ko alag kare unhe kathor se kathor dand milna chaahiye,..
hum toh uss kshan ki pratiksha kar rahe hai jab iss dushta vikram ko mrityudand mile.
Avashya... Is dusht Vikram ko uski dhrishtata ka dand avashya milna chahiye...
Isne na sirf humare MayRa ko alag kiya balki humare Rudra par bhi prahaar karne ki dhrishtata ki hai... Ise to doguna dand milna chahiye..
Hum bhi us kshan ki prateeksha kar rahe hain jab Vikram ko uske paapo ka dand milega...