Originally posted by: dusk2dawn
Waah waah waah waah..š
Superb shaayri Ayushi..š
Kya baat kya baat kya baat..šš¼
Bahut bahut dhanyavaad apka
, arey aapse hi prerna li hai
aap hi prerna strot hainš
Arz kiya hai...
Aapki taareef ke liye lafz pad gaye kumm..
Aapki shaayri ke saamne humaari shaayri tik paaye nahi usme utna dum..
Ab isse zyaada kya kahein hum..
Ki khushi ke aansuo se ho gayi humaari aankhein num..
Arey waah, lajawab shayari šItni tareef se humara mukh tamatar sa lal ho chuka hai
š³
Humein kshama kijiye ga hum yahaan urdu bhasha ka prayog kar rahe hai..
Urdu se shayari mein alag nazakat aa jati hai 