Originally posted by: WaqtZaya
๐ญ๐ญwohi soch ke karan ka tagged pics dekha aur Bajaj ka accident wala video aya. ๐ญ๐ญ
Kaunsa tagged pics?
Dekho uska accident ya kuch hona zaruri bhi hai but bechare ko blood kaha se milega aagar blood bank mein nahi mila to pata nahi ๐
Kitna sahega woooooo???