Alia Bhatt On Students Protest
Coming - Official Trailer - Ramayana
Kareena speaks on student protests!
Paraj FF: Andaz
🏏India tour of Zimbabwe 2026: 2nd T20I, Harare Sports Club, Harare🏏
Dekh li... Tumhari gandi si bhains. 😡
Sana ki entry. Entry pe dailog mara kissine ki bade bade shehro mai choti choti baatein waala. Yeh loh Shukla ko jawaab milgaya.
Mein potential candidate urf potential(fixed) winner hu
DDT ki jaan sana aa gayi bilkul wohi show se pehle bheed bulaane wala dance kar rahi hai
Bhai yahan bhi SidNaaz
Abe bas karo🤬
BTW Shehnaaz dulhe mein Shukli ki chhavi dhoondh rahi hai.
teri shadi WTF ke thread pe taye kardi hai maine ...ab idhar udhar munh mat maar😡
Is it safe to tune in colors? Is she talking in normal voice k meko meko chalu hai 🤔Originally posted by: Chingaari
DDT ki jaan sana aa gayi bilkul wohi show se pehle bheed bulaane wala dance kar rahi hai
Originally posted by: Mannu_ahuja
Bhai yahan bhi SidNaaz
Abe bas karo🤬
BTW Shehnaaz dulhe mein Shukli ki chhavi dhoondh rahi hai.
Shukla ki chhavi ya Chaddi ?
Sana ne beech mai ganapati visarjan waala ek step kiya. Woh drunkards joh hote hai joh full on josh mai naachte hai, woh bhi Sharma jaaye.