Show starting mein ParNaaz ki kahani shuru hui. par Mahira ke wajah se dono mein ladai jhagda and disturbances agaya. Shehnaaz chali Sid ke paas and SidNaz ki kahani shuru ki to make Paras jealous. Paras bhav nahi diya toh she had to continue SidNaz. ab mahira gayi, toh ParNaz ki phir shuru ho raha hain. Finale mein ParNaaz ki DDLJ performance hone wala hain
Kya ab Shukla bolega ‘ja Shehnaaz ja, jeele apni zindagi ‘?😛
