Ek sawal mann mein hai please koi bata sakta hai Rajveer ko saja hui thi?,kya Naina or Abhi kabhi samajh paaye the ki Raj ne Navin ko kyun maara tha?,Kya Raj ka part abhi bhi story mein hai bhi?i mean humein yeh pata hai ki Rajeev chala gaya par uska woh roll..?uska aage kya hua kal humne 20 th march episode dekha par usmein to saare naye chahere nazar aaye ek Abhi ko chhod kar.....saare purane chahre kahan gaye?Thankx