Wo Himanshi arhaan wali baat ke baad Aarti madam ka apna he chal raha tha sab apna ullu sidha kar rahe hai mai Rashmi ki frd hu aur debo tum bas.. I agree Asim galat tha but iss wajahse Arti Rashmi ki sachchi dost kaise ban gayi😕aisa kya kiya behen tu ne Rashmi ke liye jo khudko Rashmi ka sachcha dost bata rahi hai. Kahi Shukla ko chod Rashmi se chipakne ka plan to nahi 😉 waise bhi madam ke tevar kuch dino se badle badle dikh rahe hai