Vishal ko aaj jitani bhi gaaliyan do utani kam hai, matlab ek choti age ke ladka career kharaab karna chahta hai, koi sharam nahi. Khair khuda sab dekh raha hai woh insaaf kareyga.
And Asim yaar ek baar hu, do baar hua, 3 baar hua but baath baath ILU ILU it's really get irritating after a while woh tab jab saamne se reply na araha ho.