Vishal aake zor se chillaya Aarti ka name and Aarti presses the buzzer saying I think I have done correctly
Vishal says I think you did jaldi
Aarti thinks Sana and Vishal were slow while Vishal says Aarti was slow
Shukla ka turn and Vishal distracting him
Sana baith ke dekh rahi Shukla ko and I guess Paras Sana counting for him
Shukla has raha andar baith ke mujhe to lag raha ye count hi nahi kar raha taking too much time, Vishal commentary kar raha cricket wali for Shukla😆
Paras asks tu kya so raha andar
Vishal: aisa to nahi Shukla ji khud ko nomination me daalkar kisi aur ko phasa rahe
Aarti: bacha rahe
Aarti thinks Sana ko bacha raha Vishal thinks Aarti ko😆