Koi jisse apparently pyaar karta hai, friend hai well wisher hai, aisi badduayein kaisede sakta hai
Mujhe to lagta hai Shukla ka future dark mein hai...for real mujhe lagta hai bande ki bahar aane ke baad gazab wali zillat hone wali hai isne jaisa apna real side dikhaya hai 5 mahine, sharm ke maare ghar se bahar nikalna na band karna pade kuch waqt ke liye