Originally posted by: lovepooo
Mjhe bada maza aa rha sachhi like sana had strong karma you know sari 1 week ki sid ki flirting ka jawab milega 😌😂
Sana ne bola tha ki tu haan bol mein dekhungi bhi nahi. Sid ne abhi tak nahi bola hai toh Sana is still open😈