Originally posted by: TanShi_CrazyLuv
Yaaar Kasam sy Kitnaaaa maza ayga na
JHOOTI tareef karwao aik week
larnay wala dosry ki khidmat kary ga🤣n phr seedha NOMINATE agar oncha bola b aik bar bhi hahahahahhahaha🤣pls koi BB ko dekha do mera suggesstion😆
Bb wale kahan sunenge, unko toh BB end hone tak sabko each other se maar khilana hai😆
BUT This will be a good way of anger management😆 Sab line pe ajayenge aur inka smoking bhi band karwado agar jyada chillaye toh🤣