Asim conveying his feelings to sana....aaj mujhe lagta hain siddharth aayega......i miss him.
Sana - Jab tu sid ke liye aise bolta hain acha lagta hai
Asim - Haan kabhi toh dosti thi naa....(then looking at sana aww waale expressions).....paras gaya tha toh uske liye bhi laga tha.🤣
And when sid came
Asim - Paras gaya toh pata nahi chala....tera ek hafta sabko pata chala.❤️
And nahi asim apni baat se nahi palat raha tha.......he dint wanted to show love he has for sid to sana.....usse koi point out kar deta hain toh woh chupane lagta hain. And asim sana ki kaafi badi convo thi....woh poori nahi hain upar....just main points.