Salman ke muh se 'apke ye asli roop dekh kar apke maa-baap kitne proud feel kar rahe honge. mere papa ne bola temper aur angry blah blah blah......apne co-workers & audience ke samne aap log ki ijjat toh gayo, asli jail mein rehna kitna mushkil hoga tum kya jano siddharth babu... as if salman freedom fight karke jail gaya hua hain.........🤢
bas bahut ho gaya, sau chuhe khakar billi haj ko chali🤪