Originally posted by: GAYATHRINAYAR
Wah wah wah wah 👌
suits well with lyrics
Malhar ko bewajah hi itna dukh diya uss Sampu ne😒
anyway
thanks to her
KalMa marriage hua
and dono ek dusre ko deserve karte hai
soulmates❤️
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 26th Sept 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 27th Sept 2026 WKV
🐅 THE TIGER ASIF AT —***~~ Now Entering Legendary Territory***
Celebs at "15Yearsof Mijwan" - by Manish Malhotra - Alia & Vicky
Very partial
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 6: 11-12 AM IST Sat)
🏏West Indies tour of India 2026: 1st ODI - on 27/09/26 @2:00 PM IST🏏
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 5: 8-9 PM IST Sat)
Dar-e-Nijaat show Discussion
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Originally posted by: GAYATHRINAYAR
Wah wah wah wah 👌
suits well with lyrics
Malhar ko bewajah hi itna dukh diya uss Sampu ne😒
anyway
thanks to her
KalMa marriage hua
and dono ek dusre ko deserve karte hai
soulmates❤️
play hua tha yeh gana ? I am so fond of this song . Perfectly suited .Originally posted by: Bacillusbadius
Aa Ha..Aa..Ha..
Aa Ha..Aa...
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Aa..Aa..Ha..Aa..Ha..
Aa..Ha..Aa...
Jiss Ke Aane Se
Muqammal Ho Gayi Thi Zindagi
Dastakein Khushiyon Ne Di Thi,
Mit Gayi Thi Har Kami
Kyun Bewajah Di Yeh Saza
Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gayaa
Jiyein Jo Hum Lage Sitam
Azaab Aise Woh De Gayaa
Main Dhoondne Ko
Uske Dil Mein Jo Khuda Nikla
Main Dhoondne Ko
Uske Dil Mein Jo Khuda Nikla
Pataa Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Pataa Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla
Main Dhoondne Ko
Zamaane Mein Jab Wafa Nikla Aa...
Aa Ha..Aa..Aaha..
Aaha..Aa...
ye gaana play kiya tha
Originally posted by: pyaar2012
play hua tha yeh gana ? I am so fond of this song . Perfectly suited .
ha
Sampu ne kitna bada dhoka diya
bewajah Malhar ko dukh diya
but anyway usko saza mili iss baat ki
she is alone now
yahi saza chahiye aisa karne ke liye
And Malhar is totally over her. Usne moksh ko jabmashtami k din uski godh mein dene ko saf mana kar diya tha !Originally posted by: Bacillusbadius
ha
Sampu ne kitna bada dhoka diya
bewajah Malhar ko dukh diya
but anyway usko saza mili iss baat ki
she is alone now
yahi saza chahiye aisa karne ke liye
Want to see her back on the show. She must see the respect Kalyani gets as Malhars wife. She should realize what she lost.
Originally posted by: pyaar2012
And Malhar is totally over her. Usne moksh ko jabmashtami k din uski godh mein dene ko saf mana kar diya tha !
ha
accha hi hai