Writer: Isko bahar bejho, bahar jaake uchlega ye. Yeh pagla jata hai bich bich me bina gutka ke. Saale ne meri Punjab ki Katrina ko kiss kiya.
Edit: Ye writter itnah tharki hai pata nahi tha, saale Basi Amisha pe bhi line marta hai.
Shukla: Garibo ka John Ibhram.
Paras: Ye Priyank ka xerox copy kaha se mila BB ko?
Edit: Ye bhai kya baat karta hai? Kuch samaj hi nahi aata.
Asim: Bhai me dum hai. Ye banda sabka lega dekhte rahiyo.