back to home
gauri's father..arey gauri beta tuh agai
gauri..ji baba
baba..beta tujhe ek khush khabri deni hai
gauri..khush khabri..kaisi khush khabri baba
baba..beta teri liye shaadi ka rishta aaya hai
gauri..kya
baba ..haan beta mahain babu ne ek bahaut he ache khaandan mein ter liye rishta dekha hai ,bahuat bade log hai
gauri..lekin baba itni bhi kya jaldi hai , main abhi shaadi nahi kar sakti
baba..leking kyu beta
gauri..abhi mujhe kaya ko doctor banaana hai baba
baba ..beta voh sabh teri nahi meri zimedaari hai tuh ab bas is reishte ke liye haan karde
gauri..lekin baba
baba...bas beta lekin vekin kuch nahi main kuch nahi jaanta tujhe bas ab shaadi karni he hogi
gauri ..thik hai baba jaisi apki marzi main is rishte ke liy taiyaar hoon
baba...khush reh beta tune aaj mujhe bahaut khush kara hai
baba.. main abhi ja kar mahain babu ko bata ta hun
gauri.. ji
gauri standing in the garden deep in thoughts
shiv goes there
shiv..madam aaj sabko lecture dnene waali akeli kyu khadi hai
gauri...main yeah shaadi nahi karana chahti
shiv ..acha tuh aapko shaadi nahi karni
gauri..haan
shiv ..tuh isme problem kya hai
gauri.,.main baba kop kaise mana karo
shiv saaf keh do ki tumhe shaadi nahi karni aur kya
gauri.. nahi main baba ko mana nahi kar sakti
shiv shaadi tumhe karni hai baba ko nahi
gauri..lekin baba ka dil tot jaega
shiv..maine tumhe bata diya tumhe kya karna chaiey hai aage tumhari marzi
and it ends on gauri's confussive face