Originally posted by: SaruSenan
TFS Genie🤗
Humko ab yeh dekhna hai ki Jindal Saab ki "NAFRAT" ab konsa parwan chadega apni Gudiya ko aise halat mein dekhkar😈Dekte hai woh Jail ke deewar tod Daya ban jaate hai ki nahi apni Guddan ke vaaste🤣
Waise Gudiya is kheling along with mask wale hmmmmmm😈👏
Guddiya ka khelne ka mood jaga hai 😛

