haaii itna acha kismat hai kya humariOriginally posted by: dusk2dawn
Agar KaRva Shaadi dikhaayi then pakka show ki barbaadi aayi..
May be promo shoot bhi ho sakta hai..
Main aur mere khayaali pulaav aksar yeh baatein karte hai..
Ki yun hota toh kya hota..
Agar KalMa ke saath humein AnuSar bhi mil jaaye toh kyaa baat hai..
Par haaye re meri phuti kismet yahaan par toh CVs hum ko KaRva SadMa khila rahe hai...🤢
13