This should be the tagline of AJ's love. I think AJ saying mujhe apne aansu dedo was itself a love confession. Konsa dost Aise bolta hai? Dosti to nahi hai Jindal Saab. Ye to usse bhi zyada hai. Ab Guddan bhi apna izhaar Kar hi do indirectly. Hum samajh jayenge.. 😀 Waise Hume sab pata hai par aap dono ke muh se indirect indirect wale apne andar ke jazbaat wale pyar ke dhamakedaar punchlines sunne ke liye bekarar hain 😉