Maheshwari Industries.
Sameer -Mamaji, to yeh company aapke naam pad hai Haina?
Mamaji-Dekh sonu beta. Jis baat ki kabiliyat tujhmein hai hi nahi usbaat pad kya baat karna.
Sameer - Meri kabiliyat ka to pata nahi. Lekin aapki kabiliyat dekhkar maan gaya main. Kitni asaani se dhokha de sakte hai aap. Pad koi baat nahi. Ab aap dekhenge ki Sameer Maheshwari cheez kya hai.
Sameer bangs the door of the office and leaves the office building.
He arrives at Munshiji's house.
Munshiji-Sameer babu aap.itne saalon baad.
Sameer remembers those days of Nanu and munshiji and hugs munshiji with tears in his eyes.
Munshiji - Aaiye baithiye.
Sameer-Aapne Nanu ki company chor kyu di?
Munshiji-Beta jis company ko Maine itne saal diye Maine kaise chod deta? Pad Aapke mamaji ko shayad meri kaam pasand nahi aayi thi isliye mujhe nikaal diya tha.
Sameer was stunned hearing how Mamaji had behaved with the most trusted aide of Nanu. He fisted his hands to control his anger and asked in a calm tone-Munshiji kya yeh company sach mein Nanu Kamlesh Maheshwari ke naam pad chod Gaye the?
Munshiji- Nahi. Pad unki will ke anusaar jabtak aap 18 saal ke nahi ho jaate tabtak power of attorney Vishakha ji ko de Gaye the. Kamlesh ji sirf unke ek branch mein manager the.
Sameer-Phir mamaji ne aapko kaise nikala?
Munshiji-Vishakha didi ne khud power of attorney Kamlesh ji ke naam transfer kar diya tha. Aur mujhe to tab nikala jab aap 18 saal ke nahi hue the.
Sameer- Ab aap koi noukri kar rahe hai?
Munshiji- beta noukri milna itna asaan thodi hai khaaskar jab ek company se nikala gaya ho. Apni ek choti si dukaan chala raha hoon bas.
Sameer- To theek hai Munshiji. Kal se aap office wapas join kar sakte hai.
Munshiji- Aapke mamaji se aapka hak Lena itna asaan nahi hoga. Aapko thos saboot ikatthe karne homge. Khaaskar woh will ke kaagzaat jo ki company ke secret lockers mein rakhe hue hai aur doosri copy Sharma Enterprises ke paas hai, kyunki Sharma Enterprises ke Malik Vinay Sharma aapke Nanu ke khaas dost hua karte the.
Sameer to himself-Naina to isi company ki baat kar rahi thi. Mujhe usse baat karni hogi. Pad kyu karegi woh mujhse baat. Kitna kuch sunaya hai use, thappae tak maar diya ab kyu madad karegi woh Meri. Maafi maamgna chaahta hai pad kaha se shuru karoon samajh hi nahi aata. Kaise karoonga main yeh sab.
Sameer-Theek hai munshiji main koshish karta hoon.
Munshiji-Bhale hi Kamlesh ji ne nikal diya hai mujhe. Aap ab bhi mere liye Jaiprakash ji ke chavi hai. Mujhse jitna ban padega, aapki madad zaroor karoonga main.
Sameer bends and touches Munshiji's feet.
Munshiji tries to stop him but Sameer says-Aapne mujhe theek usi tarah raah dikhaye jaise ki Nanu dikhate agar aaj woh hote to. Aap mujhse bade hai. Aur agar badon ka aashirwaad ho mere paas to is duniya mein aisa koi kaam nahi jo main nahi kar paoonga.
Saying so,Sameer leaves to Naina's house.
At Chachaji's house:
Chachiji-Arey damaadji aap Aaiye na.
Preeti-Kya baat hai Jeejaji. Apni patni ke bina man nahi lag raha na aapka. Haaye bas 1 week ke liye hi to aayi hai Naina usmein bhi aap usse mile bina nahi reh sakte.
Chachiji-Chupkar Preeti. Damaadji, Naina andar hai.
Sameer goes inside and knocks at Naina's room.
Naina-Preeti tu kabse darwaza khatkhatane lagi
Andar aa jaa.
Sameer-Main hoon.
Naina looks at him shocked.
Sameer ,with his head bent walks towards her and says in a low voice-Naina, please mujhe maaf kar do. Please ghar aajao wapas.
Naina-Ghar ke kaam mein problem ho rahi hai? Koi baat nahi Main roz aakar bartan, jhaadu sab karke aaya karoongi.
Sameer-Naina tum jaanti ho main iske liye tumhe nahi chaahta. Main
Naina chuckles-Tum mujhe chaahte bhi ho!
Sameer-Apni jaan se bhi zyada.
Naina starts counting something on her fingers- Exactly 6 months pehle tumne mujhe yahi lines boli thi aur 2 din pehle ghar se nikala tha. To bas soch rahi hoon agli baar kab mujhe guest house se nikalna padega.
Sameer-Woh kou guest house nahi. Humara ghar hai. Tumhara aur mera.
Naina says in a serious tone-Sameer. Kuch baatein hai jinke nishaan to nahi dikhte pad chubhte bohut zor hai. Mujhe maaf kar do pad main us ghar mein dobara kadam nahi rakh sakti jahaane se mujhe ekbaar nikala gaya ho.
Sameer drops to his knees and folds his hands and says, in tears-Naina haath jodta hooj tumhare saamne.
Naina holds his folded hands and make him stand.
Naina-Yahim baat to tum nahi samajh paaye. Pati patni ke rishte mein koi chota bada nahi hota. Agar ek ka sir jhuke to doosre ka bhi jhuk jaata hai. Patti-patni ke rishte mein mera tumhara nahi hota. Sirf humara hota hai. Jis tarah main tunhare saamne gidgida nahi paoongi main nahi chaahti ki tumhe aisa karna pade.
Tum please chale jao Sameer. Jab mujhe lagega ki tum is baat ko samajh paaye ho, tab main khud tumharr ghar wapas aa jaoongi. Tumhara ghar mera hai ki nahi nahi pata. Pad chachaji ke ghar mein tum jab chahe aa sakte ho.
Sameer wipes his tears and asks-Naina,kyu de rahi ho tum mujhe itn badi saza.
Naina-Tumse door rehna mere liye bhi saza hai. Pad shayad humare rishte ke bhavishya ke liye yeh saza zaroori hai. Kuch jang hote hai jo insaan ko akele ladni padti hai. Bas aisa hi kuch samajh lo.
Chachiji knocks at the door- Damaad ji ,Naina tumhare chachaji aa Gaye hai.
Sameer and Naina both wipe their tears and walk to the drawing room to take Chachaji's blessings.
Chachaji-Arey Sameer beta aap yahaan.
Naina-Haan bas kuch zaroori kaam tha unhe mujhse. Bas isliye aaye the. Bas jaa hi rahe hai.
Sameer looks at Naina with hurt in his eyes and says- Haan main bas jaa raha hoon.
Naina walks with him outside.
Sameer-Kya tum kabhi ghar nahi loutogi?
Naina-Jab sahi wakt aayega tab loutoongi. Aur iske aage is baare mein humein koi baat nahi karni. Koi zaroori kaam ho to mil lena ya phone kar lena.
Sameer-Kal tumhara interview hai na? All the best.
Naina-Thank You and passes a small smile to him. She watches teary eyed as Sameer leaves on his bike.
Next Morning
Interviewers-Hmm. Very well. Fine then Mrs Maheshwari you can get join us from today itself. It's a 6 months contract for now. We'll renew this contract based on your work performance.
Naina-Sir, I have a small request. Could you register my name as Naina Agrawal instead of Naina Maheshwari because I want to be treated on the basis of my work, not my name.
Interviewers-Alright, anyways since your college and school degrees bear the name Naina Agrawal , it won't be a problem.
Naina walks to her desk on the 3rd floor of the building. As soon as she sits, the office clerk hands over a pile of files to her. Naina is stunned seeing the huge number of files but then remembers Sameer's words on the day of their fight and gets on to her work.
Sameer slowly gets out from the bed at 11:00 in the morning and calls out "Nainaa" but soon realises that there's no one except him and Kaanji in the house. Tears leave his eyes as he looks at his hands and remembers that day when he hurt his Naina. He fists his hands in anger for himself. He punches the headboard of the bed in anger for his actions. His knuckles get covered in blood but he doesn't stop till Kanji runs upstairs hearing the noise and stops him.
Sameer (in a dazed state) Kyu rok raha hai mujhe inhi haathon ne naina ke saath bura kiya tha.
(And holds his heads in his palms crying endlessly)
Kanji-Sameer Babu ek baat bole. Pati patni ke beech manmutaav ho to khud ko chot pohunchane se baat nahi sambhalti. Humari bhi shaadi ke pehle saalon mein bilkul aapke hi tarah the. Pad phir bhi hum wahi galtiyan dohraate rehte. Babuji khud ko wakt dijiye, baat ko poori tarah samajhne ke liye wakt dijiye m phir dekhiyega sab theek ho jayega.
Sameer looks up at Kanji and thinks how matured this person is. He is a mere servant but still the advice he has given can actually help him bring together the broken pieces of his life .
Sameer gets ready and leaves for Maheshwari Industries. He observes that the security staff has been changed. He is about to enter the gate when the security staff stops him and says-Aap andar nahi jaa sakte'
Sameer-Kyu nahi ja sakta. Main is office ka malik hoon.
Security-ae zyada banne ki zaroorat nahi. Upar se orders aaye hai ki aapko ekdam na ghusne de.
Sameer-Main Jaiprakash Maheshwari ka natin ho. Main bhi dekhta hoon kaise rokte ho tum mujhe.
He is about to force his way in when Mamaji comes and says-Nahi sonu beta nahi. Areey zor zabardasti se kahe kuch karte ho. Business chalane ke liye haathon mein takaat nahi dimaag chahiye dimaag.
Ab tere paas haathon ki taakat ke alava hai hi kya. Waise Suna hai aajkal teri Naina bhi maayke mein reh rahi hai. Ise kehte hai ek teer do nishana. Tera bhi dimaag humne chadha diya. Aur jo bechari thodi so bhi madad kar sakti woh bhi Tere saath nahi hai.
Sameer-Naina gangaur ke avasar pad maayke gayi hai woh loutkar aayegi.
Mamaji chuckles-Ab teri boli ka kya karu. Bole to bole to bohut hansi aati hai. Haini haini haini.
Sameer loses his temper and is about to hit mamaji when Naina's words ring in his ears-'Kuch baaton ke liye sorry kaafi nahi hoti. Unka realisation hona zaroori hota hai' and instantly calms down.
Sameer-Koi baat nahi mamaji. Aaj aap hans lijiye jitna man chaahe. Pad agar isi hansi ko maine aansoon mein na badle na to mera naam bhi Sameer Maheshwari nahi.
Sameer decides to call it a day as he knows now cool minded dealings are more important than his hot headedness. He decided to visit Sharma Enterprises the next day.
_______________________________
Here's the second part of this story. I guess this story won't end in 3 parts as I had earlier decided. Thank You So Mich For your response on the previous part. 😊 Hope this part is at least decent😆 I can usually write a proper start but mess upMidway😕
Your suggestions, feeeback and criticism is most welcome.😊