Mahirji ki Zombie attack lag gayi mujhe bhi 😭Wait for Old Crusty , you people 😆
Lo bhaiiya, shuru hogaya iska phir se.
Ek pappi milegi Na poora zombie mode dhoom ki bike ka tel lene chala jayega.
Main woh puraani wali Crusty nahi hoon jo tumhari haan mein haan milaye aur kiss se pighal jaaye...
Chamaat se acchee acchoo ki yaadaasht wapas aa jaati hai
Mujhpe haath utaya?!Maine kya kiya?Main tho bas...It's ok...Vish ne ointment lagaa di...dekho...
Ye nautanki kahi aur le jaao
NAZREIN MILAAO MUJH SE !
Biwi hoon tumhari ,Bhushan nahi !!
Aisi nazar se kon dekhta hai apni biwi ko.
@Bold: Par maa tho bol rahi thi ki tum Yuvi se pyaar karti ho aur Vish mujhse!Practically samjha do...kya ho raha hai?
YAAD KARO ISSE , jab tum "mein to supermaann, salmaan ka fan step karr rahe the aur mein kalash mein rain water collect karr rahi thi !
YAAD KARNE KI KOSHISH TO KARO !
Ye sarr par padega na to sab practically physically mentally apne aap wapas aajayenge , samjhe MR. MAHIR SEHGAL !
TUMHE HI BOLA HAI !
Jo kaam karna hai WO TO NAHI KARTE , aaye bade aankh dikhane waale !
Pehle jaao aur brush karke aao !
Yaadaash chalegayi hai to matlab brush karna bhi bhul gaye ho kya ?
Your mouth stinks ! My OCD is hurt.
THODI SAANS LE LETE HAI ABH
Time please PLEASE.
Main bas position mein ready hoon...Tum Start bolo tabh shuru kardenge phir se...
Nahi. Aaj ke liye itni pappiyan kaafi hai...
Mein boht THAKKK gayi hoon
PROBLem kya hai aapke saath MAhirJee ?
Insaan cum Naagin hoo mein maanti hoon But I need sleep !
Din bhar kaam karke aur pappis kar karke thakk gayi hoon mein.
Kuch to sharm kijiye. AUR PLEASE aap apni side par hi rehna...Roz Roz nahi chalega aapka yaha se waha rolling with me on top.
Sone to do kam se kam.
Humesha sab kuch MAIN hi karta hoon... Tum kuch KYUN nahi karti, Bela?!Iss baar mujhe mat bolna ki kuch nahi karta!!!TUMHE situation create karna hoga!!!
Jo bolna hai bol lo tum.
Mujhe abh sona hai AUR KHABARDAAR uthaane ki koshish ki to, sacchi wala dass lungi.
Main bhi sone jaa raha hoon!!!Raat ko aise harkatein karna bandh karo, aur mujhe utao mat... Good Night!
Aise Kaise aap mujhe peet dikh kar so sakte hai ?
..
..
Abh hui ye night good.
Chaliye GOOD NIGHT.




































