Posted:
Plot 1
Aditya apna pyar izhaar karna jaata hai ek moka dondhta hai woh lekin unke saare koshish kamyap nahi hoge
Zoya ek cheeti padti hai aur woh yeh laga ki yeh cheti arshad ne likha hai iss liye woh unke dil todna nahi chahti kyun woh jaanti hai dil todne ka anjam kya hota hai aur woh arshad se shaadi Karne ke liye tayar hai
Plot 2
Adi ka dil tootgaye jab zoya ne sabke samne kaha ki woh arshad se shaadi karne ke liye tayar hai aur unke tarah jeevan saathi iss zindagi nahi mile sakti 😆 anjana khush hai yeh sab sunkar waseem bhi wahi haal hai
Plot 3
Shaadi ki tayari hori hai Zoya ajanak ajeeb ehsaas agayi aditya uski shaadi nahi agaya phir woh arjun noor se pochti ki aditya kahan hai noor Zoya ko batayegi ki aditya nahi aaya kyun woh aapse bhut pyar karta hai aur aap unke dil tordiyan phir Zoya la khayal mein ajaye saree yadein with aditya aur woh ehsaas hijayegi ki woh bhi aditya se bepannah pyar karti hai aur unki bina nahi rehsakti aditya Paris chali jayega unhe yeh Lagrange ha hai ki Zoya arshad se pyar karte
Plot 4
In mandap Zoya sabke samne maafi manegi arshad ka parivaar bhi maafi manegi phir aditya doondhe chalijayegi phir Bada ezhaar hoga intense wala izhaar in airport phir adiya aayegi but sawal yehi ki kya hoga waseem and hooda parivaar ka reaction?????
🤣