HEY SANA DEAR HAPPY BIRTHDAY 😉
KASAUTI ZINDAGI KI
PART 14
Shree takes sigh relief ki arjun gussa nhi hua
Arjun : wese shree
Shree : yes Sir
Arjun : tumhe gussa bhi aata he?
Shree get embarrassed n says
Shree : arjun sir plzz
Both arjree smile at this but in dono ko ese dekh koi bohot shocked hota he...
Or wo koi or nhi humari ETF team hoti he dey r literally shocked arjun or smile n shree ke sat wo bhi Rathore ko jealousy bhi hoti he shree se but kya keh sakta he kuch nhi
Arjun apne room me chala jata he n Rathore apne baki team shree ko gher leti he
Usse sawal karti he but wo kuch nhi kehta
Shree : nothing guys bas hum saath me aae that's it
He also left from dere
Shree first aid kit lekar arjun ke room me jata he waha arjun chupchap window ke bahar dekhta hua apne khayalo me khoya rehta he shree is nervous but arjun ke haath ke ghav ko treat karna bhi jaruri he
Shree : arjun sir
But arjun nhi sunta so he moves more towards him den called him again
Arjun turn karta he
Shree : wo wo sir ur hand let me treat it"fearingly"
But arjun na koi jawab deta he na haath wo Fir wahi turn Hoke khada ho jata he n says to himself but thora loud hota he for shree to hear his voice
Arjun : zakham use bhi mile he me kese dawa lagwa lu jabki me janta hu wo waha ese hi hogi un khule hue zakhmo ke saath
His face covered with sweat n eyes filled with immense pain
Shree ke samjh nhi aata ki kya ho raha he ye or Riya arjun ka interaction dekh or ab arjun ki baate sun wo or bhi confused he ki in dono me rishta kya he
Tabhi arjun turn karke waha se chala jata he shree try to stop him but wo nhi rukta or Chala jata he
Sab shree se puchte he but jab use hi nhi pata to wo kisiko kya Jawab dega
Arjun usi tile par jata he jaha use uski pari mila Karti thi waha Bethe Bethe Kab shaam se raat Ho jati he use andaza bhi nhi hota
Voice from back
Voice : me janti thi tum yahi hoge
Ye voice sun ke arjun turn hota he or riya ko apne samne pata he use dekh wo shocked nhi hota but peace mehsus karta he
Riya : haath dikhao apna
N arjun ka haath apne haatho me lekar uspar lep lagati he with tears arjun bas use hi dekhta rehta he
Arjun : apna haath dikhai mujhe
Then he takes her hand n apply that Lep
He wipe her tears n pull her into his arms Riya cry in his hold for sometime
Riya : tumhe yaha nhi aana chahiye tha rama nahi aana chahiye tha"crying hardly"
Arjun stock her hairs n sing
Arjun : Choti si pyaari si Nanhi si
Aai koi parri
Bholi si nyaari si acchi si
Aai koi paari
Palne mein aise hi
Jhoolti rahe
Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate
Sangeet ki tarah
Yeh to lage rama ki geet ki tarah
"He pick riya into his arms n starts to move around Lake n riya wound her arms around his neck"
Choti si pyaari si Nanhi si
Aai koi parri
Bholi si nyaari si acchi si
Aai koi paari
Palne mein aise hi
Jhoolti rahe
Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate
Sangeet ki tarah
Yeh to lage rama ki geet ki tarah
Rara ru, ra ra rara ru (2)
"he kisses his forehead pull her closer to himself hug her still taking her in his arms"
Sargam janu naa, sur pehchanu na
janey kaise fankar ban gaya
Sabse yari hai natedari hai,
jisko chaha woh yar ban gaya
Mujhko toh jo diya rab ne hee diya
Aaya jo dil me woh maine ga liya
Aaya jo dil me woh maine ga liya
Gate muskurate sangit kee tarah
Duniya lage rama ke git kee tarah
Ra ra ru, ra ra ra ra ru - (2)
"Both sit beside lake riya sit on arjun's lap n arjun cares her hairs all the time"
Choti si pyaari si Nanhi si
Aai koi parri
Bholi si nyaari si acchi si
Aai koi paari
Palne mein aise hi
Jhoolti rahe
Khushiyon ki baahron mein
Jhoomti rahe
Gaate muskurate
Sangeet ki tarah
Yeh to lage rama ki geet ki tarah
Rara ru, ra ra rara ru (2)
Hm hm... hm hm...
"riya sleep in her arjun's arms n arjun wo to pure time apni pari ko hi dekhta rehta he kab time bit jata he ese pata hi nhi chalta
Riya ki nind khulti he to wo apne aap ko apne Rama ki baaho me pati he ye dekh uske Face par ek million dollars Wali smile aa jati he wo surrounding dekhti he to abhi bhi raat hi he dono usi lake ke pas he ek dusre ki baaho me
Riya ko sab kuch fir yaad aata he or usi ke saath uski aankho me aansu aane lagte he
Arjun : plz pari mat ro tum janti hona me tumhari aankho me aansu nhi dekh sakta apne Rama ke liye plz Rona band Karo plz
Riya try to stop n says
Riya : isliye me nhi chahti thi ki tum yaha aao me janti thi tum ye nhi Dekh paoge me apne Rama ke khushiyo ki wajah banna chahti thi par aaj tumhare dard ki wajah ban gayi hu me Rama
Arjun : tumse kal bhi meri khushiya judi thi aap bhi judi he pari kya tumne shaadi... "but he couldn't able to continue bcoz his voice chocked"
Riya : unlogo ne mujhse mera sab kuch chin liya Rama tumhe chin kar ab kuch bacha hi nhi he mere pas or waha kisiki marzi kisiki rae kaha puchi jati he Rama Sirf fesla sunaya jata he apne fayede ke liye wo meri shaadi us pratap singh ke se Karwana chahte he shaadi hui nhi bas pakki ki he par wo wo mujhe jese Apni jagir samjhta Ho nafrat he mujhe un sabse Rama nafrat he"while crying"
Arjun : to chalo mere saath pari hum in sabse bohot dur chale jaenge us waqt mene wo kiya Jo tumne kaha us waqt me kuch nhi tha pari par ab par ab me kuch hu me tumhe protect kar sakta hu chalo mere saath pari chalo mere saath
Riya arjun se dur hoti he uski or dekhti rehti he she pushed him little
Riya : ye mumkin nhi mumkin nhi tum chale jao jitni jaldi ho sake meri shaadi Ho rahi he"she left running while all the time"
Seeing her going away from him broke him into zillions of pieces
Arjun drop on his knees n cry for his pari
Arjun puri raat wahi betha rehta he dak ghar me sab uske liye pareshan Ho rahe hote he Rathore ko tension ke saath gussa bhi aa raha hota he ki arjun itna irresponsible kese ho sakta he
12