or sameer ne aaj jo kuch bhi kia islye wo humare nazaro or bhi kamal ho gya hai 🤣
aaj tho sameer paka pakda jata bhala ho rahu ketu uff munna pandit ne bacha liya warna aaj tho rakesh ko gabar bane mai der nhi lagta btw munna pundit always rock 🤣
best part phula bhua ka tha mujhe tho ek pal laga wake mai nikal gyi par taiji ne bol diya unka bas chalta tho dadi bhua bejh hi de 🤣
achi bat tho yeh hai ki ab humari heroine yani naina ka dil bhi pigal ne laga hai hayeee chalo kab tak rudegi chike gi chilye gi heroine ek na ek din man hi jayegi 🤣
pata nhi aaj ke episode dekhne ke bad itni shero shyari nikal rahi hai lagta hai mujhe mai principal ka bhoot guss gya hai 🤣
aaj tho mai itna hasi ho na ki bas bata nhi sakti hoo 🤣