Arz kiya hai: ubharte huye kaviyon ke liye ...Index on page 1 - Page 9

Created

Last reply

Replies

122

Views

7.9k

Users

19

Likes

419

Frequent Posters

dixie123 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#81

Originally posted by: TereLiyeMINU

This is from Tauji.

TAUJI'S POV-

Ghar ke hum bade bete

Lekin humara salah koi nahin lete.

Sahar ke hein hum bade vakil

Rakesh ne karke rakha hai jeena muskil.

Patni hain humari Bina

Samajhti hai khud ko shayana.

Rakesh ki beti Naina

Uski dahej ki chinta china hai chaina.

Sar par hai Pooja ki hai shaadi

Kahin uski sasural wale na maange gaadi

Karovar aur paise honge loot

Pralay ke liye kaise launga Suit?

Chal rahi hai ab achi dasha

Ghar aya hai Maheshwari ji ka nawasa.

Suna hai shaitani bhar ke hai usmein

Par humein kya

Bhai!Karovar ki chaki chalti hai

Rishton ki tel ho jismein.

-----------------------------------------------

Maheshwariji ka nawasa brought a smile 😃

Lovely Minu👏
dixie123 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#82

Originally posted by: Piya_Malik

Ab Sam ki suno

Sameer POV for his Sasurji😆
Jab dekho Baalo ki dukan-baalo ki dukan...
Kar diya hain Mera Jeena haram...
Khud kya hain Taiyyab Ali, nakamyabi ki dukan!!
School me bachche kahta hain librarian ne Kiya hain Bura haal
Par mujhse toh pahle din se hi hai janmo ki Dushmani jaisa Bura haal
Pahle school se chahta tha nikalvana, ab dekho Khud hi ghar le aaya pagal Diwana
Kitne papad balene ke Baad karega Khudus tu beti ka kanyadaan
5 lakh ki padi hain tujhe Shaitan, Dahej Lene-dene se mujhe hain kya kaam
Kar ke dekho ek Baar apni beti ko mere naam, phir car toh kya jahaj me bhi gumaunga dunia tamam
🤣

Too good 😆

Sameer se zyada lagta hai Pandit aisa shayari zaroor bol saktha hai Sameer ke taraf se 😆

Phir car toh kya jahaj me bhi 🤣
TereLiyeMINU thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 7 years ago
#83

Originally posted by: braveheartdoc

Index updated on page 1😊

Thank you darling.😃
mehraan thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
#84
Wow i bookmarked tis thread to read with my Chai n garma garam pakodas n samosas😆 but im not getting time to prepare tat🤣 n so jus read few pges...N loved wat beautiful n innovative shayaris..😳.!! Kya talent bhar ke khazana hai...U gals rock🤗.Will b bac again aftr readin sme more!😆
Wish to try writing...but as usual cnt think!
braveheartdoc thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#85

Originally posted by: mehraan

Thanks a lot Meher...wish to read you one day ... would be awesome ...i know😃
braveheartdoc thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#86
Munna's pov

Yeh mera dost bhi hai kaisa deewana

Ho gaya hai ise pyar hum sab ne jaana

Par yeh akela hai jisne yeh na jaana

Par sipahi ke paas rehne ka dhoonde bahana

Kya kahu main bahut ajeeb hai yeh baat

Theher gayi hai mere dost ke jeevan mein raat

Hum the uski galti mein uske saath

Ab kaise chhod de apne dost ka haath

Safari suit bana hai uski jaan ka dushman

Milne na dega wo in dono ke kabhi mann

Judi hain in dono ke dil ki dhadkan

Hum milwayenge inhe yeh hai humara pran (promise/decision)

Karo dua mere liye aye mere yaaro

Koi mere Pandit ko mere liye pukaro

Aye Pandit apni dost ke ghar me zara padharo

Inke bigde huye rishte ko saath milke sawaaro

Kya pata inke saath ban jaye humari bhi baat

Aaye na kabhi hum dono ke beech dukhon ki raat

Pyar hai mujhe tujhse samajh meri yeh baat

Sach hai yeh jhoothe nahi hain mere jazbaat

The end😆

Samaina_1990 thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#87

Originally posted by: TereLiyeMINU

This is from Tauji.

TAUJI'S POV-

Ghar ke hum bade bete

Lekin humara salah koi nahin lete.

Sahar ke hein hum bade vakil

Rakesh ne karke rakha hai jeena muskil.

Patni hain humari Bina

Samajhti hai khud ko shayana.

Rakesh ki beti Naina

Uski dahej ki chinta china hai chaina.

Sar par hai Pooja ki hai shaadi

Kahin uski sasural wale na maange gaadi

Karovar aur paise honge loot

Pralay ke liye kaise launga Suit?

Chal rahi hai ab achi dasha

Ghar aya hai Maheshwari ji ka nawasa.

Suna hai shaitani bhar ke hai usmein

Par humein kya

Bhai!Karovar ki chaki chalti hai

Rishton ki tel ho jismein.

-----------------------------------------------

last lines epic...well written 😊
dixie123 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
#88

Originally posted by: braveheartdoc

Munna's pov

Yeh mera dost bhi hai kaisa deewana

Ho gaya hai ise pyar hum sab ne jaana

Par yeh akela hai jisne yeh na jaana

Par sipahi ke paas rehne ka dhoonde bahana

Kya kahu main bahut ajeeb hai yeh baat

Theher gayi hai mere dost ke jeevan mein raat

Hum the uski galti mein uske saath

Ab kaise chhod de apne dost ka haath

Safari suit bana hai uski jaan ka dushman

Milne na dega wo in dono ke kabhi mann

Judi hain in dono ke dil ki dhadkan

Hum milwayenge inhe yeh hai humara pran (promise/decision)

Karo dua mere liye aye mere yaaro

Koi mere Pandit ko mere liye pukaro

Aye Pandit apni dost ke ghar me zara padharo

Inke bigde huye rishte ko saath milke sawaaro

Kya pata inke saath ban jaye humari bhi baat

Aaye na kabhi hum dono ke beech dukhon ki raat

Pyar hai mujhe tujhse samajh meri yeh baat

Sach hai yeh jhoothe nahi hain mere jazbaat

The end😆

Aww.. so lovely ! you wrote so well about both the love stories. 👏
Samaina_1990 thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#89
Sameer to Naina in saree:
Haaye ye teri aankhon ka kaajal..
Bana raha hai mujhko pagal..
Ye laali tere gaalon ki...
kar rahi hai dil me hulchul...
Tere lab pe jo ye muskaan hai...
Isi ke liye to ab is dil me jaan hai...
Teri ye reshmi zulfein...
Uljha rahi hai mujhe tujhmein...
Kya karun..kya na karun...
Is kashmkash me uljha hun...
Naina tere nainon ke..
Is jaadu me uljha hun...
Tere kangan, teri choodiyan..
Khanak ke bole mujhe...
Ki ab mita dun dooriyaan...
Teri bindiya...teri paayal...
Kar na de mujhko ghayal...
Teri sari ka aanchal...
Mano khinch raha hai mujhe pal pal...
Tera wo zulfon ko sehlaana...
Haath ghuma ke wo jhumka dikhlaana...
Jo chamke jaise...chand ho deewana...
Rok mujhe...ye kadam ab nahi sunte meri...
Dekh mujhe...kyun hai tu door khadi...
Aa kareeb aa na zara
Jaan tu ban ja na ab meri...
Naina..kab wo din aayega...
Jab tera ye aashiq tujhe haath pakad kar mandap par le jayega...
Deewane bahot dekhe honge tune...
Par deewangi ka matlab...
ye deewana tujhe samjhayega...
Kabhi to...khilte huye labon pe tere, apne hoth saja dunga...
Naina, tu haan keh de bas...tujhe apni bana lunga...
Ek din aisa aayega...
jab tere naam ke sath mera naam likha jaayega...
Bas us din tak ruk jaana hai...
Majnu, Ranjhe honge kayi...
Ye Sameer to tera deewana hai...
Aashiq honge laakhon tere...
Ye to bas parwaana hai...
Naina...
Mujhe to bas tere ishq ki aag me jal jaana hai

Edited by Samaina_1990 - 7 years ago
Samaina_1990 thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
#90

Originally posted by: braveheartdoc

Munna's pov

Yeh mera dost bhi hai kaisa deewana

Ho gaya hai ise pyar hum sab ne jaana

Par yeh akela hai jisne yeh na jaana

Par sipahi ke paas rehne ka dhoonde bahana

Kya kahu main bahut ajeeb hai yeh baat

Theher gayi hai mere dost ke jeevan mein raat

Hum the uski galti mein uske saath

Ab kaise chhod de apne dost ka haath

Safari suit bana hai uski jaan ka dushman

Milne na dega wo in dono ke kabhi mann

Judi hain in dono ke dil ki dhadkan

Hum milwayenge inhe yeh hai humara pran (promise/decision)

Karo dua mere liye aye mere yaaro

Koi mere Pandit ko mere liye pukaro

Aye Pandit apni dost ke ghar me zara padharo

Inke bigde huye rishte ko saath milke sawaaro

Kya pata inke saath ban jaye humari bhi baat

Aaye na kabhi hum dono ke beech dukhon ki raat

Pyar hai mujhe tujhse samajh meri yeh baat

Sach hai yeh jhoothe nahi hain mere jazbaat

The end😆

This was super awesome...I loved the lines n Munna's POV

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".