Pata nhi sb thahaan n manyasa lovers ko kya ho gaya sb aaps me hi ladh rahe hai sb manish ya jigyasa lovers ban gaye hai manish ki fikar uske dost aur parivaar walo ko hum fans se jyada hai but woh log jigyasa ko hate nhi kar rahe woh uske post ab bhi like karte hai jaise sydhart aur sharda even jb jigu live aai thi indo trip pr tb sharda ne commnt bhi kiya aur abhi date yaad nhi pr agar dekho toh bkvashishth jo manish ka frnd jo indo trip pr manish k saath hai uski story aur jigu ki story same place ki thi yaha tk ki same pic thi mujhe lagta hai ye sb unka persnol matter hai fans ko kisi ek ki side lekar ladna nhi chahiye kisi ko bhi sacchai pata nhi hai sirf kuch rumore pr hum yakeen nhi kar sakte,sabhi hurt hote hai manish ne kuch post pr jigu k liye jo hate commnt the usey delet bhi kiya toh woh bhi nhi chahta k koi aise commnt kare jigu k liye aur jb manni ne group pic post ki toh sb usey hi sunane lage aur pata nhi kya kya keh diya aap uske fan ho bs isase jyada aapko koi haq nhi k aap usey batane lage k woh kya kare kya nhi bs itna hi kehna tha main dono ki fan hu hurt hota hai jb koi manni ko yaa jigu ko galat kehta hai mera kisi ko bhi galat kehne ka irada nhi tha
Manyasa fan