Naino me kisi k najakat na hoti,
Na hoti bekarari na hote yu tanha,
Agar jahaa mein mohabbat na hoti...
Na hote ye sapne ye khwabo ki duniya,
Kisi ko chahat ki jarurat na hoti,
Na julfo ki chhaya hoti na phoolo ki khusbu,
Yaado par unki hukumat na hoti...
Jo na hoti mohabbat...
Ye aansu na hote dewaano si apni haalat na hoti,
Agar jahaa me khambkhat ye mohabbat na hoti
😛
This SO WELL applies to Armaan !!
credit:my high school friend Maryam😊